Friends Love



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Mohabbat phir Mohabbat hai,
Kabhi Dil se nahi jati,

Hazaron rang hain isk,
Ajab hi dhang hain is k,

Kabhi Sehra
Kabhi Darya
Kabhi Jugnoo
Kabhi Ansoo

Kabhi Manzil kinare par,
Payasa mar deti hai
Aziyat hi Aziyat hai
Magar
Ye bhi haqiqat hai

Mohabbat phir Mohabbat hai,
Kabhi Dil se nahi jati…!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Apna pyaar ko chupa na sake
Dewaana dil pe kaboo pa na sake
Aaj itne karib se guzar gaye wo
Phir bhi unke hath hum tham na sake!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Apne hathoun ki lakeero mein basa le mujh ko
Mein hoon tera to naseeb apna banale mujh ko
Mujh se tu poochne aayi hai wafa ke mani
Yeh teri sada dilli maar na dale mujh ko

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kitna bhi chaho na bhool paoge
Hum se jitna dur jao nazdik paoge
Humein mita sakte ho to mita do
Yaadein meri, magar…
Kya sapno se juda kar pao ge humein!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Mashooka: lagta hai meri aankh mein kuch gir gaya, dekho toh.
Mashook: Ek tinka dikh to raha hai, kyu na usey wahin rahney
diya jaye, agar main tumhare aankho mein doobonga to sahara dega.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Aap ke liye hum aansoon baha sakte hai,
Chahe to duniya ki sari hadae tod sakte hai,
Ab sirf yahi hai hamare dil ka kehna,
Ki aap bas hamesha hamare paas rehna.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tere gam me tadap kar mar jayenge,
Mar gaye to tera naam lejayenge.
Rishwat de ke tujhe bhi bulaenge,
Tum upar aaoge to saath baith ke Kurkure khaenge.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tum kahan kho gaye, kaise gum ho gaye,
Tapti dopahar mein, barfili sard raaton me aksar yaad aate ho,
Mujse na sahi, in hawaon se keh do,
Yeh hawayein aa-kar kano mein keh dengi,
Phir laut ke aane ko majbur kar dengi,
Main laut ke aaunga tumhare paas,
Yeh bandhan prem ka hai, dosti ka hai,
Aise-kaise toot jayega,
Mana bahana chahiye paas aane ko,
Tum anna chaho ya na chaho,
main to kab se tumhare kareeb hoon,
Tum lakh koshish karo, saath na chodoonga,
Main bhi kya karoon, man hi toh hoon aakhir,
Chanchalta mera swabhav hai,
Ab ja kar sthir hua hoon jindagi ke iss padav be aa kar,
Ek aur man paaya hai, jiski chanchalta ne mujhe jagaya hai,
Man se man ka mel hai ab toh,
Kya hoga aane wala pal hi batayega,
Dekhte hai kaun kise rulayega.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Raat hogi toh neend aayegi,
Neend aayegi toh khawab aayenge,
Khawab aayenge toh aap aayenge,
Aap aayenge toh saath mein aapke baap aayenge,
Phir na neend ayegi, na khawab aayenge.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Teri pyaari surat pe dil harun,
Teri har jaroorat pe jaan varun,
Jab bhi sochoon teri harkatoon ke bare mein toh,
Dil kare tere kaan ke neeche do marun.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Raat hogi toh chand bhi duhai dega,
Khawaboon mein bhi wo cehera dikhai dega,
Yeh mohabbat hai zara sochke karna,
Ek aansu bhi gira to sunaai dega.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Teri har ada mohabbat si lagti hai,
Ek pal ki bhi judai muddat si lagti hai,
Pehle nahi socha tha aab sochne lage hai,
Jindgi mai har pal teri jaroorat si lagti hai.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Saath humara pal bhar ka sahi,
Par woh pal aise, jaise koi kal nahi,
Rahe zindagi mein shayad phir milna humaara,
Par mehekti rahengi tumhari
Yaadein humare sang sahi!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tab tak pyaar se pyaar mat karo,
Jab tak pyaar aapse pyaar na kare.
Agar pyaar apse pyaar kare to,
Pyaar ko itna pyaar karo,
Ki pyaar kisi aur se pyaar na kare.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Mein ne chand ko dekha to aap nazar aye
Mein ne taroon ko dekha to aap nazar aye
Mein ne phoolon ko dekha to aap nazar aye
Plz aap zara side par hona takay hamein kuch aur nazar aye.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Kabhi hasata hai pyaar,
Kabhi rulata hai pyaar,
Har pal ki yaad dilata hai yeh pyaar,
Chaho ya na chaho,
Par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pyaar.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Apne dard-E-dil ka hamdard hame hi paaogey,
In tanhaiyon mein saath hame hi paaogey,
Door hain tum say to kya huwa,
In dooriyon mein sabse kareeb hame hi paaogey.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Aakhen kholu to chehra tumhara ho,
Band karu to sapna tumhara ho,
Maar bhi jau to koi gam nahi,
Agar kafan ke badle achal tumhara ho.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Mahak se mohabbat ki kam nahi hoti,
Mohabbat se zindagi kam nahi hoti,
Sath zindagi mein ho agar pyaar,
To zindagi zannat se kaam nahi hoti.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ (www.clickdunia.in) ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Tanhaye mein jab beete lamho ki yaad aati hai,
Kya kahey jisam se jaan cheli jaati hai,
Yun toh unki berukhi yaad hai humein,
Per aankhe band kare toh surat unki nazar aati hai.

Newer Post Older Post

Followers

More on this category »